हमें क्या जो हर सू उजाले हुए हैं
हमें क्या जो हर सू उजाले हुए हैं
के हम तो अँधेरों के पाले हुए हैं -2
हमें क्या जो …
हमारी नहीं है ये चिरागों की दुनिया
हमारी तो है दिल के दाग़ों की दुनिया
यही दाग़ जल-जल के छाले हुए हैं
हमें क्या जो …
बहारों ने जाने कहां फूल बाँटे
हमारे चमन में खिले सिर्फ़ काँटे
ये इन्साफ़ भी क्या निराले हुए हैं
हमें क्या जो …
किसी और का दिल जो यूँ टूट जाता
तो शायद ख़ुदा से भी वो रूठ जाता
हमीं हैं जो ये ग़म संभाले हुए हैं
हमें क्या जो …
hameṅ kyā jo har sū ujāle hue haiṅ
ke ham to aṇdheroṅ ke pāle hue haiṅ -2
hameṅ kyā jo …
hamārī nahīṅ hai ye chirāgoṅ kī duniyā
hamārī to hai dil ke dāġhoṅ kī duniyā
yahī dāġh jal-jal ke chhāle hue haiṅ
hameṅ kyā jo …
bahāroṅ ne jāne kahāṅ phūl bāṇṭe
hamāre chaman meṅ khile sirf kāṇṭe
ye insāf bhī kyā nirāle hue haiṅ
hameṅ kyā jo …
kisī aur kā dil jo yūṇ ṭūṭ jātā
to śhāyad khudā se bhī vo rūṭh jātā
hamīṅ haiṅ jo ye ġham saṅbhāle hue haiṅ
hameṅ kyā jo …