नैनों में बदरा छाए, बिजली सी चमके हाए
नैनों में बदरा छाए, बिजली सी चमके हाए
ऐसे में बलम मोहे, गरवा लगा ले
नैनों में…
मदिरा में डूबी अँखियाँ
चंचल हैं दोनों सखियाँ
ढलती रहेंगी तोहे
पलकों की प्यारी पखियाँ
शरमा के देंगी तोहे
मदिरा के प्याले
नैनों में…
प्रेम दीवानी हूँ में
सपनों की रानी हूँ मैं
पिछले जनम से तेरी
प्रेम कहानी हूँ मैं
आ इस जनम में भी तू
अपना बना ले
नैनों में…
nainoṅ meṅ badrā chhāe, bijlī sī chamke hāe
aise meṅ balam mohe, garvā lagā le
nainoṅ meṅ…
madirā meṅ ḍūbī aṇkhiyāṇ
chaṅchal haiṅ donoṅ sakhiyāṇ
ḍhaltī raheṅgī tohe
palkoṅ kī pyārī pakhiyāṇ
śharmā ke deṅgī tohe
madirā ke pyāle
nainoṅ meṅ…
prem dīvānī hūṇ meṅ
sapnoṅ kī rānī hūṇ maiṅ
pichhle janam se terī
prem kahānī hūṇ maiṅ
ā is janam meṅ bhī tū
apnā banā le
nainoṅ meṅ…