नैना तो दुखन लागे ... चन्दा रे मोरी पतियां ले जा
ल: नैना तो दुखन लागे
चन्दा रे मोरी ( पतियां ले जा ) -2 साजन को पहुँचा दे रे
वो लिख सके जवाब उन्हें तू मेरा पता बता दे रे
चन्दा रे
मु: चन्दा रे मोरी ( पतिया ले जा ) -2 सजनी को पहुँचा दे रे
वो लिख सके जवाब …
ल: पलकों की है कलम बनाई काजल बह कर बनी सियाही
कैसे लिखूँ कहानी ग़म की तू ही मुझे बता दे रे
चन्दा रे …
मु: हम ख़ुश हैं ग़म दिया है तूने ये एहसान किया है तूने
जहाँ रहो ख़ुश रहो मेरी इस दुआ का असर दिखा दे रे
चन्दा रे …
दो: ओ आकाश के सुन्दर दर्पण तू ही सजनी तू ही साजन
बिछड़े दिलों को फिर से मिला दे रोता चमन हँसा दे रे
चन्दा रे …
la: nainā to dukhan lāge
chandā re morī ( patiyāṅ le jā ) -2 sājan ko pahuṇchā de re
vo likh sake javāb unheṅ tū merā patā batā de re
chandā re
mu: chandā re morī ( patiyā le jā ) -2 sajnī ko pahuṇchā de re
vo likh sake javāb …
la: palkoṅ kī hai kalam banāī kājal bah kar banī siyāhī
kaise likhūṇ kahānī ġham kī tū hī mujhe batā de re
chandā re …
mu: ham khuśh haiṅ ġham diyā hai tūne ye ehsān kiyā hai tūne
jahāṇ raho khuśh raho merī is duā kā asar dikhā de re
chandā re …
do: o ākāśh ke sundar darpaṇ tū hī sajnī tū hī sājan
bichhaṛe diloṅ ko phir se milā de rotā chaman hṇsā de re
chandā re …