नहीं ये हो नहीं सकता कि तेरी याद न आए
नहीं ये हो नहीं सकता कि तेरी याद न आए
बिना तेरे कहीं भी दिल मेरा अब चैन न पाए
तुझे भूलने से पहले मेरी जान चली जाए
ओ मेरी जान चली जाए
अगर मुझपे यकीं न हो मुझे तुम आज़मा लेना
मैं तुमसे प्यार करता हूँ जहां चाहे बुला लेना
तोड़ूंगा न ये वादे वफ़ा के
मैं आशिक़ हूँ दीवाना हूँ कोई क्या मुझको समझाए
नहीं ये हो नहीं सकता …
मुहब्बत की हदों से हम चलो आगे निकल जाएं
बसा लें घर दिलों में हम न दुनिया को नज़र आएं
छुप के सुनें धड़कनों की सदा
मेरी दीवानगी दिलबर तेरे सर की कसम खाए
नहीं ये हो नहीं सकता …
nahīṅ ye ho nahīṅ saktā ki terī yād na āe
binā tere kahīṅ bhī dil merā ab chain na pāe
tujhe bhūlne se pahle merī jān chalī jāe
o merī jān chalī jāe
agar mujhpe yakīṅ na ho mujhe tum āzmā lenā
maiṅ tumse pyār kartā hūṇ jahāṅ chāhe bulā lenā
toṛūṅgā na ye vāde vafā ke
maiṅ āśhiq hūṇ dīvānā hūṇ koī kyā mujhko samjhāe
nahīṅ ye ho nahīṅ saktā …
muhabbat kī hadoṅ se ham chalo āge nikal jāeṅ
basā leṅ ghar diloṅ meṅ ham na duniyā ko nazar āeṅ
chhup ke suneṅ dhaṛaknoṅ kī sadā
merī dīvāngī dilbar tere sar kī kasam khāe
nahīṅ ye ho nahīṅ saktā …