Naheen saamne, ye alag baat hai

नहीं सामने, ये अलग बात है
Work
Year
Language

देखो छोड़के किस रस्ते वो जाते हैं
सारे रस्ते वापस मेरे दिल को आते हैं
???

नहीं सामने, ये अलग बात है
मेरे पास है तू मेरे पास है
मेरे साथ है

तेरा नाम मैं ने लिया है यहाँ
मुझे याद तू ने किया है वहाँ
(बड़े ज़ोर की आज बरसात है) - 2
मेरे पास है …

बिछड़के भी मुझसे जुदा तो नहीं
ख़फ़ा है मगर बेवफ़ा तो नहीं
(मेरे हाथ में ही तेरा हाथ है) - 2
मेरे पास है …

dekho chhoṛke kis raste vo jāte haiṅ
sāre raste vāpas mere dil ko āte haiṅ
???

nahīṅ sāmne, ye alag bāt hai
mere pās hai tū mere pās hai
mere sāth hai

terā nām maiṅ ne liyā hai yahāṇ
mujhe yād tū ne kiyā hai vahāṇ
(baṛe zor kī āj barsāt hai) - 2
mere pās hai …

bichhaṛke bhī mujhse judā to nahīṅ
khafā hai magar bevafā to nahīṅ
(mere hāth meṅ hī terā hāth hai) - 2
mere pās hai …