नहीं नहीं कभी नहीं साथ न छोड़ेंगे
कु: नहीं नहीं कभी नहीं साथ न छोड़ेंगे -2
( वादा किया जो हमने तुमसे ) -2 वादा ना तोड़ेंगे
अ: नहीं नहीं कभी नहीं …
कु: उलझे उलझे गेसुओं को आके हमने सजाया
सोच समझ के हमने दिलबर दिल में तुझको बसाया -2
वक़्त को संवरने दो प्यार हमें करने दो
रोको न दिलरुबा
अ: नहीं नहीं कभी नहीं …
अ: प्यासे थे जिसके लिए हम वो खुमारी मिटा दो
लेके हमको बाजुओं में बेक़रारी मिटा दो -2
साथ साथ रहना है दर्द नहीं सहना है
कर लिया फ़ैसला
कु: नहीं नहीं कभी नहीं …
ku: nahīṅ nahīṅ kabhī nahīṅ sāth na chhoṛeṅge -2
( vādā kiyā jo hamne tumse ) -2 vādā nā toṛeṅge
a: nahīṅ nahīṅ kabhī nahīṅ …
ku: uljhe uljhe gesuoṅ ko āke hamne sajāyā
soch samajh ke hamne dilbar dil meṅ tujhko basāyā -2
vaqt ko saṅvarne do pyār hameṅ karne do
roko na dilrubā
a: nahīṅ nahīṅ kabhī nahīṅ …
a: pyāse the jiske lie ham vo khumārī miṭā do
leke hamko bājuoṅ meṅ beqrārī miṭā do -2
sāth sāth rahnā hai dard nahīṅ sahnā hai
kar liyā faislā
ku: nahīṅ nahīṅ kabhī nahīṅ …