नहीं कही थी बात जो तूने कभी ... नहीं सुनी थी बात जो मैने कभी
नहीं कही थी बात जो तूने कभी
नहीं सुनी थी बात जो मैने कभी
बातों ही बातों में तेरे होंठों पे वो आ गई दिल धड़का गई
मैं तो समझती थी कि तुझे परवाह नहीं
मैं चाहती हूं तुझको तुझे मेरी चाह नहीं
सपनों की राहों में तू मेरे हमराह नहीं
तेरे भी दिल में थी मेरी उल्फ़त छुपी
बातों ही बातों में तेरे होंठों पे वो आ गई मैं तो इतरा गई
जबसे मेरी दुनिया में तू प्यार लाई है
सच कह रहा हूँ तू ही इस दिल पे छाई है
ये बात लेकिन मैने खुद से भी छुपाई है
दिल ही दिल में जो तमन्ना थी मेरी
बातों ही बातों में तेरे होंठों पे वो आ गई फ़ासले मिटा गई
नहीं कही थी बात जो मैने कभी
नहीं सुनी थी बात जो तूने कभी
बातों ही बातों में मेरे होंठों पे वो आ गई दिल धड़का गई
nahīṅ kahī thī bāt jo tūne kabhī
nahīṅ sunī thī bāt jo maine kabhī
bātoṅ hī bātoṅ meṅ tere hoṅṭhoṅ pe vo ā gaī dil dhaṛkā gaī
maiṅ to samajhtī thī ki tujhe parvāh nahīṅ
maiṅ chāhtī hūṅ tujhko tujhe merī chāh nahīṅ
sapnoṅ kī rāhoṅ meṅ tū mere hamrāh nahīṅ
tere bhī dil meṅ thī merī ulfat chhupī
bātoṅ hī bātoṅ meṅ tere hoṅṭhoṅ pe vo ā gaī maiṅ to itrā gaī
jabse merī duniyā meṅ tū pyār lāī hai
sach kah rahā hūṇ tū hī is dil pe chhāī hai
ye bāt lekin maine khud se bhī chhupāī hai
dil hī dil meṅ jo tamannā thī merī
bātoṅ hī bātoṅ meṅ tere hoṅṭhoṅ pe vo ā gaī fāsle miṭā gaī
nahīṅ kahī thī bāt jo maine kabhī
nahīṅ sunī thī bāt jo tūne kabhī
bātoṅ hī bātoṅ meṅ mere hoṅṭhoṅ pe vo ā gaī dil dhaṛkā gaī