Naheen chaahiye rang mahal na dhan daulat kee kaam

नहीं चाहिये रंग महल न धन दौलत की काम्
Work
Language

नहीं चाहिये रंग महल न धन दौलत की शान
हम तो माँगे तुझ से मालिक इक सन्तोश के दान
कि घर घर में खुशहाली हो, सदा सुख की हरियाली हो

तू ने हम को जनम दिया है, तू ही पालनहार
तेरी दया से फूले-फले हम सब का घर संसार
नहीं चाहिये हीरे-मोती -2
न रतनों की काम
हम तो माँगे तुझ से मालिक …

सुख के बदले दुःख देने की अगर भावना तेरी
दुःख को सहने की शक्‌ति दे, यही प्रार्थना मेरी
किसी के आगे हाथ न फैलायें
अपनी महनत का सुख पायें, इतना दे वरदान
हम तो माँगे तुझ से मालिक …

nahīṅ chāhiye raṅg mahal na dhan daulat kī śhān
ham to māṇge tujh se mālik ik santośh ke dān
ki ghar ghar meṅ khuśhhālī ho, sadā sukh kī hariyālī ho

tū ne ham ko janam diyā hai, tū hī pālanhār
terī dayā se phūle-phale ham sab kā ghar saṅsār
nahīṅ chāhiye hīre-motī -2
na ratnoṅ kī kām
ham to māṇge tujh se mālik …

sukh ke badle duḥakh dene kī agar bhāvnā terī
duḥakh ko sahne kī śhak‌ti de, yahī prārthnā merī
kisī ke āge hāth na phailāyeṅ
apnī mahnat kā sukh pāyeṅ, itnā de vardān
ham to māṇge tujh se mālik …