Nagmen hain ... yaaden yaad aatee hain

नगमें हैं ... यादें याद आती हैं
Work
Year
Language

नगमें हैं शिकवे हैं किस्से हैं बातें हैं
बातें भूल जाती हैं यादें याद आती हैं
ये यादें किसी दिल-ओ-जानम के
चले जाने के बाद आती हैं
यादें यादें यादें

सा ग रे ग सा नि नि सा सा सा
सा प म प म प ग म ग
सा प म प म प ग म म प
ये जीवन दिलजानी दरिया का है पानी
पानी तो बह जाए बाकी क्‌या रह जाए
यादें यादें यादें
नगमें हैं …

दुनिया में यूं आना दुनिया से यूं जाना
आओ तो ले आना जाओ तो दे जाना
यादें यादें यादें
नगमें हैं …
नगमें हैं शिकवे हैं किस्से हैं बातें हैं
बातें भूल जाती हैं यादें याद आती हैं
ये यादें किसी दिल-ओ-जानम के
चले जाने के बाद आती हैं
यादें यादें यादें

बंधन हो तो छोड़ें दर्पन हो तो तोड़ें
हम सब हैं मुश्किल में ये दिल है इस दिल में
यादें यादें यादें
नगमें हैं …

ये यादें हाय यादें यादें
यादें यादें यादें

दुनिया में हम सारे यादों के मारे
कुछ खुशियाँ थोड़े गम ये हमसे इनसे हम
यादें ओ मीठी मीठी यादें
खट्टी मीठी यादें
नगमें हैं …

nagmeṅ haiṅ śhikve haiṅ kisse haiṅ bāteṅ haiṅ
bāteṅ bhūl jātī haiṅ yādeṅ yād ātī haiṅ
ye yādeṅ kisī dil-o-jānam ke
chale jāne ke bād ātī haiṅ
yādeṅ yādeṅ yādeṅ

sā ga re ga sā ni ni sā sā sā
sā pa ma pa ma pa ga ma ga
sā pa ma pa ma pa ga ma ma pa
ye jīvan diljānī dariyā kā hai pānī
pānī to bah jāe bākī k‌yā rah jāe
yādeṅ yādeṅ yādeṅ
nagmeṅ haiṅ …

duniyā meṅ yūṅ ānā duniyā se yūṅ jānā
āo to le ānā jāo to de jānā
yādeṅ yādeṅ yādeṅ
nagmeṅ haiṅ …
nagmeṅ haiṅ śhikve haiṅ kisse haiṅ bāteṅ haiṅ
bāteṅ bhūl jātī haiṅ yādeṅ yād ātī haiṅ
ye yādeṅ kisī dil-o-jānam ke
chale jāne ke bād ātī haiṅ
yādeṅ yādeṅ yādeṅ

baṅdhan ho to chhoṛeṅ darpan ho to toṛeṅ
ham sab haiṅ muśhkil meṅ ye dil hai is dil meṅ
yādeṅ yādeṅ yādeṅ
nagmeṅ haiṅ …

ye yādeṅ hāy yādeṅ yādeṅ
yādeṅ yādeṅ yādeṅ

duniyā meṅ ham sāre yādoṅ ke māre
kuchh khuśhiyāṇ thoṛe gam ye hamse inse ham
yādeṅ o mīṭhī mīṭhī yādeṅ
khaṭṭī mīṭhī yādeṅ
nagmeṅ haiṅ …