Title (Indic)मन डोले मेरा तन डोले मेरे दिल का गया क़रार् WorkNagin Year1954 LanguageHindi Credits Role Artist Music Kalyanji Music Ravi Performer Lata Mangeshkar Writer Rajendra Krishan LyricsHindi(मन डोले मेरा तन डोले मेरे दिल का गया करार रे ये कौन बजाये बांसुरिया ) - 2 मधुर मधुर सपनों में देखी मैने राह नवेली छोड़ चली मैं लाज का पहरा जाने कहाँ अकेली चली रे मैं जाने कहाँ अकेली रस घोले धुन यूँ बोले जैसे ठंडी पड़े फुहार रे ये कौन बजाये बांसुरिया मन डोले मेरा तन डोले … कदम कदम पर रंग सुनहरा ये किसने बिखराया नागन का मन बस करने ये कौन सपेरा आया न जाने कौन सपेरा आया पग डोले दिल यूँ बोले तेरा होके रहा शिकार रे ये कौन बजाये बांसुरिया मन डोले मेरा तन डोले मेरे दिल का गया करार रे ये कौन बजाये बांसुरिया English(man ḍole merā tan ḍole mere dil kā gayā karār re ye kaun bajāye bāṅsuriyā ) - 2 madhur madhur sapnoṅ meṅ dekhī maine rāh navelī chhoṛ chalī maiṅ lāj kā pahrā jāne kahāṇ akelī chalī re maiṅ jāne kahāṇ akelī ras ghole dhun yūṇ bole jaise ṭhaṅḍī paṛe phuhār re ye kaun bajāye bāṅsuriyā man ḍole merā tan ḍole … kadam kadam par raṅg sunahrā ye kisne bikhrāyā nāgan kā man bas karne ye kaun saperā āyā na jāne kaun saperā āyā pag ḍole dil yūṇ bole terā hoke rahā śhikār re ye kaun bajāye bāṅsuriyā man ḍole merā tan ḍole mere dil kā gayā karār re ye kaun bajāye bāṅsuriyā