Title (Indic)आँखों में दिल है, होंठों पे जाँ, तुम कहाँ WorkNaaz Year1954 LanguageHindi Credits Role Artist Music Anil Biswas Performer Lata Mangeshkar Writer Satyendra LyricsHindiतुम कहाँ, तुम कहाँ आँखों में दिल है, होंठों पे जाँ तुम कहाँ हो तुम कहाँ तुम कहाँ … सुनसान राहों पे आँखें बिछाइये सीने में लाखों अरमान छुपाइये दिल को भुलावे देती रही पर तुमको न आना था तुम न आये मिटने लगे मंज़िल के निशाँ तुम कहाँ … पूछा है मैं ने शाम-ओ-सहर से वीरानियों की उजड़ी नज़र से मेरी पुकारें मायूस हो कर टकराके लौटीं दीवार-ओ-दर से को: तुम कहाँ तुम कहाँ चुप है ज़मीं चुप आसमाँ तुम कहाँ हो तुम कहाँ … Englishtum kahāṇ, tum kahāṇ āṇkhoṅ meṅ dil hai, hoṅṭhoṅ pe jāṇ tum kahāṇ ho tum kahāṇ tum kahāṇ … sunsān rāhoṅ pe āṇkheṅ bichhāiye sīne meṅ lākhoṅ armān chhupāiye dil ko bhulāve detī rahī par tumko na ānā thā tum na āye miṭne lage maṅzil ke niśhāṇ tum kahāṇ … pūchhā hai maiṅ ne śhām-o-sahar se vīrāniyoṅ kī ujaṛī nazar se merī pukāreṅ māyūs ho kar ṭakrāke lauṭīṅ dīvār-o-dar se ko: tum kahāṇ tum kahāṇ chup hai zamīṅ chup āsmāṇ tum kahāṇ ho tum kahāṇ …