नानी तेरी मोरनी को मोर ले गए
(नानी तेरी मोरनी को मोर ले गए
बाकी जो बचा था काले चोर ले गए ) - 2
(खाके पीके मोटे होके, चोर बैठे रेल में
चोरों वाला डिब्बा कट कर, पहुँचा सीधे जेल में ) - 2
नानी तेरी मोरनी को …
(उन चोरों की खूब खबर ली, मोटे थानेदार ने
मोरों को भी खूब नचाया, जंगल की सरकार ने ) - 2
नानी तेरी मोरनी को …
(अच्छी नानी प्यारी नानी, रूसा-रूसी छोड़ दे
जलदी से एक पैसा दे दे, तू कंजूसी छोड़ दे ) - 2
नानी तेरी मोरनी को …
(nānī terī mornī ko mor le gae
bākī jo bachā thā kāle chor le gae ) - 2
(khāke pīke moṭe hoke, chor baiṭhe rel meṅ
choroṅ vālā ḍibbā kaṭ kar, pahuṇchā sīdhe jel meṅ ) - 2
nānī terī mornī ko …
(un choroṅ kī khūb khabar lī, moṭe thānedār ne
moroṅ ko bhī khūb nachāyā, jaṅgal kī sarkār ne ) - 2
nānī terī mornī ko …
(achchhī nānī pyārī nānī, rūsā-rūsī chhoṛ de
jaldī se ek paisā de de, tū kaṅjūsī chhoṛ de ) - 2
nānī terī mornī ko …