Naam gum jaayegaa, chehraa ye badal jaayegaa, meree aavaaz hee

नाम गुम जायेगा, चेहरा ये बदल जायेगा, मेरी आवाज़ ही
Work
Year
Language

नाम गुम जायेगा, चेहरा ये बदल जायेगा
मेरी आवाज़ ही, पहचान है
गर याद रहे

वक़्त के सितम, कम हसीं नहीं
आज हैं यहाँ, कल कहीं नहीं
वक़्त से भरे अगर, मिल गये कहीं
मेरी आवाज़ ही …

जो गुज़र गई, कल की बात थी
उम्र तो नहीं, एक रात थी
रात का सिला अगर, फिर मिले कहीं
मेरी आवाज़ ही …

दिन ढले जहाँ, रात पास हो
ज़िंदगी की लौ, ऊँची कर चलो
याद आये गर कभी, जी उदास हो
मेरी आवाज़ ही …

nām gum jāyegā, chehrā ye badal jāyegā
merī āvāz hī, pahchān hai
gar yād rahe

vaqt ke sitam, kam hasīṅ nahīṅ
āj haiṅ yahāṇ, kal kahīṅ nahīṅ
vaqt se bhare agar, mil gaye kahīṅ
merī āvāz hī …

jo guzar gaī, kal kī bāt thī
umr to nahīṅ, ek rāt thī
rāt kā silā agar, phir mile kahīṅ
merī āvāz hī …

din ḍhale jahāṇ, rāt pās ho
ziṅdgī kī lau, ūṇchī kar chalo
yād āye gar kabhī, jī udās ho
merī āvāz hī …