नाले नाले मैं चली तो मुझे मिला
गांव के आगे एक पीपल है उसके आगे इक नाला
मैं हूँ तन की उजली रे सजना तू है मन का काला
नाले नाले मैं चली तो मुझे मिला इक मोर
तू मुझे यूं ताके जैसे मैं सोना हूँ तू चोर
नाले नाले मैं चला तो मुझे मिली एक कोयल
तू अपने को सोना समझे पर मैं समझूं पीतल
तुझे मैं समझाऊंगी सौ अदाएं दिखाऊंगी
तू तड़पता रहेगा सदा तेरे पास न आऊंगी
तू चाहें हाथ जोड़े तू चाहें पैर जोड़े
मैं कहूंगी जा रे जा रे आ मुझे
नाले नाले मैं चली …
मेरी परवाह नहीं तुझे
झांकती क्यों है घर से तू मुझे
भेजी थी क्यों पर्ची बता
मिलने आ जाना बारह बजे
तू करे लाख जतन कभी न होगा मिलन
मेरा ऐसा नहीं चालचलन
नाले नाले मैं चला मुझे मिला इक बंगला
तुझसे जो मिलने आएगा वो होगा कोई पगला
नाले नाले मैं चला
नाले नाले मैं चली …
ओए नाले
क्या समझता है तू खुद को
पहले अपना मुंह देखो
कितने ही मरते हैं मुझ पर
पीछे हँसते हैं वो तुझ पर
तुझे कहां पताअ रूप होता है क्या
तू गंवार है गांव का
ओ नाले नाले मैं चला तो मुझे मिला एक शेर
तू अपने को रूपमती समझे तो है अंधेर
नाले नाले मैं चली तो मुझे मिला इक चीता
एक दो तीन
मान भी जा कि तू ये बाजी हारी मैं जीता
नाले नाले मैं चला
नाले नाले मैं चला तो मुझे मिला एक भालू
पूरे गांव को चक्कर दे दूं मैं हूँ कितना चालू
gāṅv ke āge ek pīpal hai uske āge ik nālā
maiṅ hūṇ tan kī ujlī re sajnā tū hai man kā kālā
nāle nāle maiṅ chalī to mujhe milā ik mor
tū mujhe yūṅ tāke jaise maiṅ sonā hūṇ tū chor
nāle nāle maiṅ chalā to mujhe milī ek koyal
tū apne ko sonā samjhe par maiṅ samjhūṅ pītal
tujhe maiṅ samjhāūṅgī sau adāeṅ dikhāūṅgī
tū taṛaptā rahegā sadā tere pās na āūṅgī
tū chāheṅ hāth joṛe tū chāheṅ pair joṛe
maiṅ kahūṅgī jā re jā re ā mujhe
nāle nāle maiṅ chalī …
merī parvāh nahīṅ tujhe
jhāṅktī kyoṅ hai ghar se tū mujhe
bhejī thī kyoṅ parchī batā
milne ā jānā bārah baje
tū kare lākh jatan kabhī na hogā milan
merā aisā nahīṅ chālchalan
nāle nāle maiṅ chalā mujhe milā ik baṅglā
tujhse jo milne āegā vo hogā koī paglā
nāle nāle maiṅ chalā
nāle nāle maiṅ chalī …
oe nāle
kyā samajhtā hai tū khud ko
pahle apnā muṅh dekho
kitne hī marte haiṅ mujh par
pīchhe hṇste haiṅ vo tujh par
tujhe kahāṅ patāa rūp hotā hai kyā
tū gaṅvār hai gāṅv kā
o nāle nāle maiṅ chalā to mujhe milā ek śher
tū apne ko rūpamtī samjhe to hai aṅdher
nāle nāle maiṅ chalī to mujhe milā ik chītā
ek do tīn
mān bhī jā ki tū ye bājī hārī maiṅ jītā
nāle nāle maiṅ chalā
nāle nāle maiṅ chalā to mujhe milā ek bhālū
pūre gāṅv ko chakkar de dūṅ maiṅ hūṇ kitnā chālū