Title (Indic)जब अपना बेगाना हो जाये टूट दिल जाये WorkNaagan Year1940 LanguageHindi Credits Role Artist Music Harbanslal-Amarnath Performer Surendra Nath LyricsHindiजब अपना बेगाना हो जाये टूट दिल जाये फिर निकले हाय-हाय अँखियाँ नीर बहायें जब अपना बेगाना हो जाये टूट दिल जाये हर रोज़ मुसीबत आती है -2 इक नई ही आफ़त लाती है -2 ग़म खायें तो आख़िर कब तक कब तक ठोकर खायें अँखियाँ नीर बहायें जब अपना बेगाना हो जाये टूट दिल जाये हम जिनके थे जो हमारे हैं -2 दुख-दर्द के वो भी मारे हैं -2 कोई ऐसी सूरत बन जाये हम दोनों ही मिल जायें अँखियाँ नीर बहायें जब अपना बेगाना हो जाये टूट दिल जाये Englishjab apnā begānā ho jāye ṭūṭ dil jāye phir nikle hāy-hāy aṇkhiyāṇ nīr bahāyeṅ jab apnā begānā ho jāye ṭūṭ dil jāye har roz musībat ātī hai -2 ik naī hī āfat lātī hai -2 ġham khāyeṅ to ākhir kab tak kab tak ṭhokar khāyeṅ aṇkhiyāṇ nīr bahāyeṅ jab apnā begānā ho jāye ṭūṭ dil jāye ham jinke the jo hamāre haiṅ -2 dukh-dard ke vo bhī māre haiṅ -2 koī aisī sūrat ban jāye ham donoṅ hī mil jāyeṅ aṇkhiyāṇ nīr bahāyeṅ jab apnā begānā ho jāye ṭūṭ dil jāye