Naa ye zameen thee naa aasmaan thaa

ना ये ज़मीं थी ना आसमाँ था
Work
Year
Language

र: ना ये ज़मीं थी ना आसमाँ था
ना चाँद-तारों का ही निशाँ था
मगर ये सच है के उन दिनों भी
तेरा-मेरा प्यार यूँ ही जवाँ था
आ: ना ये ज़मीं थी …
दो: ना ये ज़मीं थी …

र: ( चले कहाँ से कहाँ पे आए
खुमार बन के जहाँ पे छाए ) -2
आ: ( निभाई रस्म-ए-वफ़ा कुछ ऐसे
मुहब्बतों के चमन खिलाए ) -2
र: न कैसे आसान होती मंज़िल
हर एक अरमान नौजवाँ था
आ: ना ये ज़मीं थी …
दो: ना ये ज़मीं थी …

आ: हमीं ने तारों को रोशनी दी
हमीं ने फूलों को ताज़गी दी
र: हमीं ने तारों …
आ: जिधर से गुज़रे जहाँ भी ठहरे
हर एक ज़र्रे को ज़िन्दगी दी
र: कुछ इसमें दिल की तड़प थी शामिल
ख़ुदा भी कुछ हमपे मेहरबाँ था
आ: ना ये ज़मीं थी …
दो: ना ये ज़मीं थी …

आ: ( नज़र में फूलों भरी हैं राहें
ख़ुशी से रंगीन हैं निगाहें ) -2
र: सुनो तो कुछ कह रही हैइ हमसे
बहार फैला के अपनी बाँहें
ल: इधर से गुज़रोगे एक दिन तुम
नसीब ऐसा मेरा कहाँ था
र: ना ये ज़मीं थी …
दो: ना ये ज़मीं थी …

ra: nā ye zamīṅ thī nā āsmāṇ thā
nā chāṇd-tāroṅ kā hī niśhāṇ thā
magar ye sach hai ke un dinoṅ bhī
terā-merā pyār yūṇ hī javāṇ thā
ā: nā ye zamīṅ thī …
do: nā ye zamīṅ thī …

ra: ( chale kahāṇ se kahāṇ pe āe
khumār ban ke jahāṇ pe chhāe ) -2
ā: ( nibhāī rasm-e-vafā kuchh aise
muhabbtoṅ ke chaman khilāe ) -2
ra: na kaise āsān hotī maṅzil
har ek armān naujvāṇ thā
ā: nā ye zamīṅ thī …
do: nā ye zamīṅ thī …

ā: hamīṅ ne tāroṅ ko rośhnī dī
hamīṅ ne phūloṅ ko tāzgī dī
ra: hamīṅ ne tāroṅ …
ā: jidhar se guzre jahāṇ bhī ṭhahre
har ek zarre ko zindgī dī
ra: kuchh ismeṅ dil kī taṛap thī śhāmil
khudā bhī kuchh hampe meharbāṇ thā
ā: nā ye zamīṅ thī …
do: nā ye zamīṅ thī …

ā: ( nazar meṅ phūloṅ bharī haiṅ rāheṅ
khuśhī se raṅgīn haiṅ nigāheṅ ) -2
ra: suno to kuchh kah rahī haii hamse
bahār phailā ke apnī bāṇheṅ
la: idhar se guzroge ek din tum
nasīb aisā merā kahāṇ thā
ra: nā ye zamīṅ thī …
do: nā ye zamīṅ thī …