ना शहर में हुआ ... प्यार तो होता है प्यार्
उ: ना शहर में हुआ ना ही घर में हुआ
प्यार तो बस हुआ इक नज़र में हुआ
ये तो आए नज़र दिल के पार
प्यार तो होता है प्यार -4
अ: ना शहर में हुआ … दिल के पार
प्यार तो होता है प्यार -4
हर साँस में अब तेरी बात है
मेरी ज़िन्दगी अब मेरे साथ है
उ: तू बन गई है ज़रूरत मेरी
तेरे लिए है मोहब्बत मेरी
अ: मैने सुना इसको तूने सुना
ये इश्क़ है धड़कनों की सदा
दिल पे छाया है इसका ख़ुमार
उ: प्यार तो होता है प्यार -2
अ: प्यार तो होता है प्यार -2
उ: ऐसा कभी पहले होता ना था
मेरा चैन तो ऐसे खोता ना था
अ: कैसे हुई ऐसी हालत मेरी
पागल बनाती है चाहत तेरी
उ: तुझको ख़बर ना मुझे था पता
इस दर्द की ना कोई है दवा
हम तो रहने लगे बेक़रार
अ: प्यार तो होता है प्यार -2
उ: प्यार तो होता है प्यार -2
अ: ना शहर में हुआ ना ही घर में हुआ
उ: प्यार तो बस हुआ इक नज़र में हुआ
अ: ये तो आए नज़र दिल के पार
उ: प्यार तो होता है प्यार -2
अ: प्यार तो होता है प्यार -2
u: nā śhahar meṅ huā nā hī ghar meṅ huā
pyār to bas huā ik nazar meṅ huā
ye to āe nazar dil ke pār
pyār to hotā hai pyār -4
a: nā śhahar meṅ huā … dil ke pār
pyār to hotā hai pyār -4
har sāṇs meṅ ab terī bāt hai
merī zindgī ab mere sāth hai
u: tū ban gaī hai zarūrat merī
tere lie hai mohabbat merī
a: maine sunā isko tūne sunā
ye iśhq hai dhaṛaknoṅ kī sadā
dil pe chhāyā hai iskā khumār
u: pyār to hotā hai pyār -2
a: pyār to hotā hai pyār -2
u: aisā kabhī pahle hotā nā thā
merā chain to aise khotā nā thā
a: kaise huī aisī hālat merī
pāgal banātī hai chāhat terī
u: tujhko khabar nā mujhe thā patā
is dard kī nā koī hai davā
ham to rahne lage beqrār
a: pyār to hotā hai pyār -2
u: pyār to hotā hai pyār -2
a: nā śhahar meṅ huā nā hī ghar meṅ huā
u: pyār to bas huā ik nazar meṅ huā
a: ye to āe nazar dil ke pār
u: pyār to hotā hai pyār -2
a: pyār to hotā hai pyār -2