ना मिलते हम तो कहो तुम किधर गए होते
मु: ना मिलते हम तो कहो तुम किधर गए होते
ल: तुम्हारा प्यार न मिलता तो मर गए होते
अगर ऐसे में हम ना तुम्हें पा जाते
छुपाए मुँह को अँधेरे में अश्क़ बरसाते हम अश्क़ बरसाते
मु: वो अश्क़ तो मेरी आँखों में भर गए होते
ल: तुम्हारा प्यार न …
मु: हमें तो फ़ुरक़त में इसी ग़म ने मारा
मेरी बहार भटकती फिरेगी आवारा फिरेगी आवारा
ल: तुम्हारी राह में होते जिधर गए होते
मु: ना मिलते हम तो …
ल: जाने फिर क्या होता ये न पूछो हमसे
ज़माना छीन ही लेता हमें अगर तुमसे -2
मु: दीवाने फिर तो कोई काम कर गए होते
ल: तुम्हारा प्यार न …
mu: nā milte ham to kaho tum kidhar gae hote
la: tumhārā pyār na miltā to mar gae hote
agar aise meṅ ham nā tumheṅ pā jāte
chhupāe muṇh ko aṇdhere meṅ aśhq barsāte ham aśhq barsāte
mu: vo aśhq to merī āṇkhoṅ meṅ bhar gae hote
la: tumhārā pyār na …
mu: hameṅ to furaqat meṅ isī ġham ne mārā
merī bahār bhaṭaktī phiregī āvārā phiregī āvārā
la: tumhārī rāh meṅ hote jidhar gae hote
mu: nā milte ham to …
la: jāne phir kyā hotā ye na pūchho hamse
zamānā chhīn hī letā hameṅ agar tumse -2
mu: dīvāne phir to koī kām kar gae hote
la: tumhārā pyār na …