ना मिलो हमसे ज्यादा कहीं प्यार हो ना जाए
पागल की तरह आवारा तेरे दिल का सितारा
कभी यहां कभी वहां बस तेरे प्यार का मारा
तेरे दिल का सितारा
दिल ढूंढे तू कहां जान-ए-जां
मिलने से डरता है दिल इकरार हो ना जाए
ना मिलो ना मिलो हमसे ज्यादा कहीं प्यार हो ना जाए
हो बेताबी क्या होती जाने ना दिल
क्या बोले कहना भी माने ना दिल
देखो ना यूं हमको चाहो सनम
चाहत की राहों में हैं दर्द-ओ-ग़म
कितने पास फिर भी दूर हैं
दोनों इश्क़ में क्यूं मजबूर हैं
ये नज़रों का तीर दिल के कहीं पार हो ना जाए
ना मिलो ना मिलो …
दीवाना कर दे ना दीवानापन
कहते हैं इश्क़ पे ना जोर सनम
जान-ए-मन जान-ए-जां ये दिल्लगी
देखो ना बन जाए दिल की लगी
तो कैसा दर्द है कैसा हाल है
अब ना होश है अब ना ख्याल है
हो कहीं जीना मरना भी दुश्वार हो ना जाए
ना मिलो ना मिलो …
pāgal kī tarah āvārā tere dil kā sitārā
kabhī yahāṅ kabhī vahāṅ bas tere pyār kā mārā
tere dil kā sitārā
dil ḍhūṅḍhe tū kahāṅ jān-e-jāṅ
milne se ḍartā hai dil ikrār ho nā jāe
nā milo nā milo hamse jyādā kahīṅ pyār ho nā jāe
ho betābī kyā hotī jāne nā dil
kyā bole kahnā bhī māne nā dil
dekho nā yūṅ hamko chāho sanam
chāhat kī rāhoṅ meṅ haiṅ dard-o-ġham
kitne pās phir bhī dūr haiṅ
donoṅ iśhq meṅ kyūṅ majbūr haiṅ
ye nazroṅ kā tīr dil ke kahīṅ pār ho nā jāe
nā milo nā milo …
dīvānā kar de nā dīvānāpan
kahte haiṅ iśhq pe nā jor sanam
jān-e-man jān-e-jāṅ ye dillgī
dekho nā ban jāe dil kī lagī
to kaisā dard hai kaisā hāl hai
ab nā hośh hai ab nā khyāl hai
ho kahīṅ jīnā marnā bhī duśhvār ho nā jāe
nā milo nā milo …