ना मैं धन चाहूँ, ना रतन चाहूँ
ना मैं धन चाहूँ, ना रतन चाहूँ
तेरे चरणों की धूल मिल जाए, तो मैं तर जाऊँ
शाम तर जाऊँ, हे राम तर जाऊँ
मोह मन मोहे लोभ ललचाए
कैसे कैसे ये नाग लहराए
इस से पहले की दिल उधर जाए
मैं तो मर जाऊँ, क्यों ना मर जाऊँ
लाए क्या थे जो ले के जाना है
नेक दिल ही तेरा खज़ाना है
सांझ होते ही पंछी आ जाए
अब तो घर जाऊँ, अपने घर जाऊँ
थम गया पानी, जम गई काई
बहती नदिया ही साफ़ कहलाई
मेरे दिलने ही जाल फैलाए
अब किधर जाऊँ, मैं किधर जाऊँ
nā maiṅ dhan chāhūṇ, nā ratan chāhūṇ
tere charṇoṅ kī dhūl mil jāe, to maiṅ tar jāūṇ
śhām tar jāūṇ, he rām tar jāūṇ
moh man mohe lobh lalchāe
kaise kaise ye nāg lahrāe
is se pahle kī dil udhar jāe
maiṅ to mar jāūṇ, kyoṅ nā mar jāūṇ
lāe kyā the jo le ke jānā hai
nek dil hī terā khazānā hai
sāṅjh hote hī paṅchhī ā jāe
ab to ghar jāūṇ, apne ghar jāūṇ
tham gayā pānī, jam gaī kāī
bahtī nadiyā hī sāf kahlāī
mere dilne hī jāl phailāe
ab kidhar jāūṇ, maiṅ kidhar jāūṇ