ना लेना हमसे पंगा उस्ताद बड़े हैं
ना लेना हमसे पंगा उस्ताद बड़े हैं
लड़के तुम जैसे मेरी जेब में पड़े हैं
so don't take a पंगा मेरे साथ तो never take पंगा
ना लेना हमसे पंगा …
घूमती तितलियाँ झूमती बिजलियाँ
आग की बदलियां आज की लड़कियाँ
जैसी तूफ़ानी हवाएँ
पागल लगती हैं बातें हमारी मान ले
don't take पंगा मेरे साथ …
फूल से भी नरम शोलों से भी गरम
तोड़ देंगे भरम ना सहेंगे सितम
हम हैं गरजती घटाएँ
अब ना रुकेंगे अब ना थमेंगे जान लो
don't take पंगा मेरे साथ …
nā lenā hamse paṅgā ustād baṛe haiṅ
laṛke tum jaise merī jeb meṅ paṛe haiṅ
so don't take a paṅgā mere sāth to never take paṅgā
nā lenā hamse paṅgā …
ghūmtī titliyāṇ jhūmtī bijliyāṇ
āg kī badliyāṅ āj kī laṛkiyāṇ
jaisī tūfānī havāeṇ
pāgal lagtī haiṅ bāteṅ hamārī mān le
don't take paṅgā mere sāth …
phūl se bhī naram śholoṅ se bhī garam
toṛ deṅge bharam nā saheṅge sitam
ham haiṅ garajtī ghaṭāeṇ
ab nā rukeṅge ab nā thameṅge jān lo
don't take paṅgā mere sāth …