ना जाने क्यों मैं बेकरार दिल में लिए दर्द-ए-इंतज़ार्
ना जाने क्यों मैं बेकरार दिल में लिए दर्द-ए-इंतज़ार
बैठा हूँ उस राह में जो मेरी मंज़िल नहीं
कहती है रात ये हँस हँस के मुझसे कोई वहां नहीं आएगा चल
शायद कोई मिल जाए कहीं पे सोयी हुई गलियों से निकल
शायद कोई दीपक जले चूड़ी बजे परदा हटे
और कोई खिड़की खुल जाए कब
ना जाने क्यों मैं …
धड़कन सुनूं तो लगता है ऐसा जैसे कहे मुझसे तेरा प्यार
गर्दन झुका और कर ले नज़ारा तुझमें सजी है तस्वीर-ए-यार
तन्हाई की घड़ियां न गिन ऐसा भी क्या निकले ना दिन
ना मेरी जां ऐसी कोई रात नहीं
ना जाने क्यों मैं …
nā jāne kyoṅ maiṅ bekrār dil meṅ lie dard-e-iṅtazār
baiṭhā hūṇ us rāh meṅ jo merī maṅzil nahīṅ
kahtī hai rāt ye hṇs hṇs ke mujhse koī vahāṅ nahīṅ āegā chal
śhāyad koī mil jāe kahīṅ pe soyī huī galiyoṅ se nikal
śhāyad koī dīpak jale chūṛī baje pardā haṭe
aur koī khiṛkī khul jāe kab
nā jāne kyoṅ maiṅ …
dhaṛkan sunūṅ to lagtā hai aisā jaise kahe mujhse terā pyār
gardan jhukā aur kar le nazārā tujhmeṅ sajī hai tasvīr-e-yār
tanhāī kī ghaṛiyāṅ na gin aisā bhī kyā nikle nā din
nā merī jāṅ aisī koī rāt nahīṅ
nā jāne kyoṅ maiṅ …