Naa govindaa naa shaahrukh hai ... mere hero too hai

ना गोविंदा ना शाहरुख है ... मेरे हेरो तू है
Work
Year
Language

ना गोविंदा ना शाहरुख है एक तू ही यहां मौजूद है
मुश्किलों में जो काम आ गया एक पल में तू दिल पे छा गया
मेरे hero मेरे hero तू है तू ही तो है
था ये पता तू ही आएगा आके मुझे यूं बचाएगा
सच कहूँ मैं आज अब से तू ही तो है मेरा ख़ुदा
मेरे hero …

अबसे पहले तू था कहां बता देर से ही आया मगर यहां
तू वही है हां जिसको देख के नैन मेरे देने लगे सदा आ
हां तू एक लाखों हज़ारों में लाए बहारें खिज़ाओं में
तू नहीं है तो नहीं है ज़िंदगी में कोई मज़ा
मेरे hero …

हाथ तेरे क्‌या strong हैं उसको मारे जो भी wrong है
तू मसीहा का एक रूप है style तेरी वाह क्‌या खूब है
मेरे hero …

nā goviṅdā nā śhāhrukh hai ek tū hī yahāṅ maujūd hai
muśhkiloṅ meṅ jo kām ā gayā ek pal meṅ tū dil pe chhā gayā
mere hero mere hero tū hai tū hī to hai
thā ye patā tū hī āegā āke mujhe yūṅ bachāegā
sach kahūṇ maiṅ āj ab se tū hī to hai merā khudā
mere hero …

abse pahle tū thā kahāṅ batā der se hī āyā magar yahāṅ
tū vahī hai hāṅ jisko dekh ke nain mere dene lage sadā ā
hāṅ tū ek lākhoṅ hazāroṅ meṅ lāe bahāreṅ khizāoṅ meṅ
tū nahīṅ hai to nahīṅ hai ziṅdgī meṅ koī mazā
mere hero …

hāth tere k‌yā strong haiṅ usko māre jo bhī wrong hai
tū masīhā kā ek rūp hai style terī vāh k‌yā khūb hai
mere hero …