Naa chooree khankegee ... chhor ke naa jaa o piyaa

ना चूड़ी खनकेगी ... छोड़ के ना जा ओ पिया
Year
Language

ना चूड़ी खनकेगी ना पायल छनकेगी
ना गजरा महकेगा ना कजरा बहकेगा
ना जा ना जा ओ आ आ आ आ ओ
छोड़ के ना जा ओ पिया
तुझको मैने ये दिल दे दिया
प्यार मैने तुझसे है किया
तुझको मैने ये …
ओ पिया ओ पिया
तुझको मैने ये …
हाँ तुझको मैने ये …

नींद भी तू मेरा ख्वाब भी तू है
बिन तेरे कैसे रहूँ
हो तौबा दुहाई ए दर्द-ए-जुदाई
भला ऐसे कैसे सहूँ
मौसम है यादों का
कस्मों का वादों का
आ करीब आ साथिया
तुझको मैने ये …

पलकें झुका लूँ नज़र में छुपा लूँ
कहीं दूर जानें ना दूँ
हाय तेरे मेरे बीच आए हवा तो
उसे भी मैं आने न दूँ
बस इतना कहना है साँसूं में रहना है
चैन मेरा तूने ले लिया
तुझको मैने ये …
ओ पिया आ ओ पिया
आजा आजा ओ ओ
छोड़ के ना जा ओ पिया
तुझको मैने ये दिल दे दिया
ऐसा भी ज़ुलम क्‌या किया
तुझको मैने ये …
ओ पिया ओ पिया
तुझको मैने ये …

प्यार भी तू मेरा यार भी तू
बिना तेरे कैसे रहूँ
हो तौबा दुहाई ए दर्द-ए-जुदाई
भला ऐसे कैसे सहूँ
मौसम है यादों का
कस्मों का वादों का
आ करीब आ साथिया
तुझको मैने ये …

पलकें झुका लूँ नज़र में छुपा लूँ
कहीं दूर जानें ना दूँ
हाय तेरे मेरे बीच आए हवा तो
उसे भी मैं आने न दूँ
बस इतना कहना है साँसूं में रहना है
चैन मेरा तूने ले लिया
तुझको मैने ये …
ओ पिया आ ओ पिया

nā chūṛī khankegī nā pāyal chhankegī
nā gajrā mahkegā nā kajrā bahkegā
nā jā nā jā o ā ā ā ā o
chhoṛ ke nā jā o piyā
tujhko maine ye dil de diyā
pyār maine tujhse hai kiyā
tujhko maine ye …
o piyā o piyā
tujhko maine ye …
hāṇ tujhko maine ye …

nīṅd bhī tū merā khvāb bhī tū hai
bin tere kaise rahūṇ
ho taubā duhāī e dard-e-judāī
bhalā aise kaise sahūṇ
mausam hai yādoṅ kā
kasmoṅ kā vādoṅ kā
ā karīb ā sāthiyā
tujhko maine ye …

palkeṅ jhukā lūṇ nazar meṅ chhupā lūṇ
kahīṅ dūr jāneṅ nā dūṇ
hāy tere mere bīch āe havā to
use bhī maiṅ āne na dūṇ
bas itnā kahnā hai sāṇsūṅ meṅ rahnā hai
chain merā tūne le liyā
tujhko maine ye …
o piyā ā o piyā
ājā ājā o o
chhoṛ ke nā jā o piyā
tujhko maine ye dil de diyā
aisā bhī zulam k‌yā kiyā
tujhko maine ye …
o piyā o piyā
tujhko maine ye …

pyār bhī tū merā yār bhī tū
binā tere kaise rahūṇ
ho taubā duhāī e dard-e-judāī
bhalā aise kaise sahūṇ
mausam hai yādoṅ kā
kasmoṅ kā vādoṅ kā
ā karīb ā sāthiyā
tujhko maine ye …

palkeṅ jhukā lūṇ nazar meṅ chhupā lūṇ
kahīṅ dūr jāneṅ nā dūṇ
hāy tere mere bīch āe havā to
use bhī maiṅ āne na dūṇ
bas itnā kahnā hai sāṇsūṅ meṅ rahnā hai
chain merā tūne le liyā
tujhko maine ye …
o piyā ā o piyā