ना बोले तुम, ना मैने कुछ कहा
न बोले तुम ना मैंने कुछ कहा
मगर न जाने ऐसा क्यों लगा
के धूपमें खिला है चाँद, दिन में रात हो गयी
के प्यार की बिना कहे सुने ही बात हो गयी
बदल रही है जिन्दगी, बदल रहे हैं हम
थिरक रहे है जाने क्यों आज मेरे कदम
किसी को हो ना हो मगर हमे तो हैं पता
घुली सी आज साँसों में किसी की सांस है
ये कौन आज दिल के मेरे आसपास है
ये धीरे धीरे हो रहा है प्यार का नशा
ये लग रहा है सारी उलझने सुलझ गयी
ये धड़कनों की बात, धड़कने समझ गयी
ना बोलिए के बोलने को कुछ नहीं रहा
na bole tum nā maiṅne kuchh kahā
magar na jāne aisā kyoṅ lagā
ke dhūpmeṅ khilā hai chāṇd, din meṅ rāt ho gayī
ke pyār kī binā kahe sune hī bāt ho gayī
badal rahī hai jindgī, badal rahe haiṅ ham
thirak rahe hai jāne kyoṅ āj mere kadam
kisī ko ho nā ho magar hame to haiṅ patā
ghulī sī āj sāṇsoṅ meṅ kisī kī sāṅs hai
ye kaun āj dil ke mere āspās hai
ye dhīre dhīre ho rahā hai pyār kā naśhā
ye lag rahā hai sārī ulajhne sulajh gayī
ye dhaṛaknoṅ kī bāt, dhaṛakne samajh gayī
nā bolie ke bolne ko kuchh nahīṅ rahā