Naa beevee naa bachchaa ... ki bhaeeyaa sabse baraa rupaeeyaa

ना बीवी ना बच्चा ... कि भईया सबसे बड़ा रुपईया
Year
Language

drop the needle
let the brakes go

( ना बीवी ना बच्चा
बाप बड़ा ना मईया
the whole thing is that
कि भईया सबसे बड़ा रुपईया ) -2

बिन रुपईया तो mister तेरी mummy का प्यार
जो पैदा करता तुझे तो कभी ना कर सकता मेरे यार
doctor लौट जाता fee ना मिलती अगर
तू माँ के गोटे के अंदर पड़ा ही रह जाता हर बार
वो किया जिसने पैदा वो ईश्वर है ना मईया
the whole thing is that
कि भईया सबसे बड़ा रुपईया

rap piece

हाथ खाली अगर तू मर गया मेरी जान
ना अगनी तुझको छुयेगी ना धरती ही देगी मान
हद ये है मेरे भाई ये ख़ुदाओं का घर
तेरी दौलत ने बनाया तो हुये ख़ुश अल्लाह भगवान
तू इस दुनिया की ख़ातिर जोड़े जा आना पइया
the whole thing is that
कि भईया सबसे बड़ा रुपईया

एक leader को देखो is looking for very grand
उड़ाता-फिरता dinner है in the hotel sun and sand
उसके लड़के की शादी देखे जाइये ना पूछ
कहाँ से लाया ये हाथी from where ये english band
आज कहाँ का nation काहे की धरती मईया
the whole thing is that
कि भईया सबसे बड़ा रुपईया

drop the needle
let the brakes go

( nā bīvī nā bachchā
bāp baṛā nā maīyā
the whole thing is that
ki bhaīyā sabse baṛā rupaīyā ) -2

bin rupaīyā to mister terī mummy kā pyār
jo paidā kartā tujhe to kabhī nā kar saktā mere yār
doctor lauṭ jātā fee nā miltī agar
tū māṇ ke goṭe ke aṅdar paṛā hī rah jātā har bār
vo kiyā jisne paidā vo īśhvar hai nā maīyā
the whole thing is that
ki bhaīyā sabse baṛā rupaīyā

rap piece

hāth khālī agar tū mar gayā merī jān
nā agnī tujhko chhuyegī nā dhartī hī degī mān
had ye hai mere bhāī ye khudāoṅ kā ghar
terī daulat ne banāyā to huye khuśh allāh bhagvān
tū is duniyā kī khātir joṛe jā ānā paiyā
the whole thing is that
ki bhaīyā sabse baṛā rupaīyā

ek leader ko dekho is looking for very grand
uṛātā-phirtā dinner hai in the hotel sun and sand
uske laṛke kī śhādī dekhe jāiye nā pūchh
kahāṇ se lāyā ye hāthī from where ye english band
āj kahāṇ kā nation kāhe kī dhartī maīyā
the whole thing is that
ki bhaīyā sabse baṛā rupaīyā