Naa to aaj barsaat kaa mausam ... binaa badraa ke bijuriyaa

ना तो आज बरसात का मौसम ... बिना बदरा के बिजुरिया
Work
Year
Language

मु: ना तो आज बरसात का मौसम ना कहीं छाई बदरिया
फिर भी मोरे जियरा में चमके अरे थम-थम कोई बिजुरिया
को: वा-वाह-वाह तोहरा जवाब नाहीं

मु: बिना बदरा के बिजुरिया कैसे चमके
को: हो बिना बदरा के बिजुरिया कैसे चमके
मु: कैसे चमके कोई पूछे रे हमसे
को: कैसे चमके कोई पूछे रे हमसे
मु: हो बिना बदरा के …
को: हो बिना बदरा के …

मु: राहों में जब गोरी नयना मिलाये के
को: नयना मिलाये के
मु: मुस्काये घुँघटा में मुखड़ा छिपाये के
( तो मर जाएँ ) -2 हम तो क़सम से क़सम से
मु: बिना बदरा के …
को: हो बिना बदरा के …
मु: कैसे चमके …
को: हो बिना बदरा के …

मु: बैठे हों जब मीठे सपने सजाये के
को: सपने सजाये के
मु: ऐसे में हौले से पास कभी आये के
( जो बिछवा ) -2 बजाये दे गोरी छम से क़सम से
मु: बिना बदरा के …
को: हो बिना बदरा के …
मु: कैसे चमके …
को: हो बिना बदरा के …

mu: nā to āj barsāt kā mausam nā kahīṅ chhāī badriyā
phir bhī more jiyrā meṅ chamke are tham-tham koī bijuriyā
ko: vā-vāh-vāh tohrā javāb nāhīṅ

mu: binā badrā ke bijuriyā kaise chamke
ko: ho binā badrā ke bijuriyā kaise chamke
mu: kaise chamke koī pūchhe re hamse
ko: kaise chamke koī pūchhe re hamse
mu: ho binā badrā ke …
ko: ho binā badrā ke …

mu: rāhoṅ meṅ jab gorī naynā milāye ke
ko: naynā milāye ke
mu: muskāye ghuṇghṭā meṅ mukhaṛā chhipāye ke
( to mar jāeṇ ) -2 ham to qasam se qasam se
mu: binā badrā ke …
ko: ho binā badrā ke …
mu: kaise chamke …
ko: ho binā badrā ke …

mu: baiṭhe hoṅ jab mīṭhe sapne sajāye ke
ko: sapne sajāye ke
mu: aise meṅ haule se pās kabhī āye ke
( jo bichhvā ) -2 bajāye de gorī chham se qasam se
mu: binā badrā ke …
ko: ho binā badrā ke …
mu: kaise chamke …
ko: ho binā badrā ke …