Title (Indic)दिल में अब यूँ तेरे भूले हुए ग़म आते हैं Work(N/A) LanguageHindi Credits Role Artist Writer Faiz Ahmad Faiz LyricsHindiदिल में अब यूँ तेरे भूले हुए ग़म आते हैं जैसे बिछड़े हुए क़ाबे में सनम आते हैं रक़्स-ए-मै तेज़ करो, साज़ की लय तेज़ करो सू-ए-मैखाना सब सफ़ीराना विरान-ए-हरम आते हैं दिल में अब यूँ तेरे भूले हुए ग़म आते हैं … और कुछ देर न गुज़रे शब-ए-फ़ुर्क़त से कहो दिल भी कम दुखता है, वो याद भी कम आते हैं दिल में अब यूँ तेरे भूले हुए ग़म आते हैं … कुछ हम ही को नहीं एहसान उठाने का दमार वो तो जब आते हैं माईल्फ़-अ-क़रम आते हैं दिल में अब यूँ तेरे भूले हुए ग़म आते हैं … Englishdil meṅ ab yūṇ tere bhūle hue ġham āte haiṅ jaise bichhaṛe hue qābe meṅ sanam āte haiṅ raqs-e-mai tez karo, sāz kī lay tez karo sū-e-maikhānā sab safīrānā virān-e-haram āte haiṅ dil meṅ ab yūṇ tere bhūle hue ġham āte haiṅ … aur kuchh der na guzre śhab-e-furqat se kaho dil bhī kam dukhtā hai, vo yād bhī kam āte haiṅ dil meṅ ab yūṇ tere bhūle hue ġham āte haiṅ … kuchh ham hī ko nahīṅ ehsān uṭhāne kā damār vo to jab āte haiṅ māīlf-a-qaram āte haiṅ dil meṅ ab yūṇ tere bhūle hue ġham āte haiṅ …