chandā sūraj lākhoṅ tāre
haiṅ jab tere hī ye sāre
kis bāt par hotī hai phir taqrāre
khiṅchī haiṅ lakīreṅ
is zamīn pe, par na khīṅcho dekho
bīch meṅ do diloṅ ke hai dīvāre
duniyā meṅ kahīṅ bhī, dard se koī bhī
karte to hamko yahāṇ pe
ehsās uske zakhmoṅ ka ho ke
apnā bhī dil bhar bhar lāyeṅ
roye na kaheṅ
dūrī kyoṅ diloṅ meṅ raheṅ
fāsleṅ kyoṅ baṛhte raheṅ
pyārī hai ziṅdgī hai pyārā jahāṇ
riśhte baṛī muśhkiloṅ se bante haiṅ
yahāṇ pe lekin
ṭūṭne ke liye, bas ek hī lamhā
iśhq davā hai har ek dard kī
zaṅjīr iśhq hai har ek riśhte kī
iśhq sāri hadoṅ ko toṛ ḍāle
iśhq to duniyā ko pal meṅ miṭā bhī le
iśhq hai jo sāre jahāṇ ko aman bhī de
raunak hai iśhq se hī
sāre ālam kī
chandā sūraj lākhoṅ tāre
haiṅ jab tere hī ye sāre
kis bāt par hotī haiṅ phir taqrāre
khiṅchī haiṅ lakīreṅ
is zamīn pe, par na khīṅcho dekho
bīch meṅ do diloṅ ke hai dīvāre
duniyā meṅ kahīṅ bhī, dard se koī bhī