न फूलों की दुनिया ... पायलिया बावरी बाजे
आ ऽ ऽ
न फूलों की दुनिया, न तारों की दुनिया
ये है बस ख़याल-ए-बहारों की दुनिया
यहाँ मस्त नज़रें बहकने को तरसे
उमंगों भरे दिल धड़कने को तरसे
ये है प्यार के बेसहारों की दुनिया
यहाँ ग़म है लाखों, मसर्रत नहीं है
तड़पने की लेकिन इजाज़त नहीं है
ये है इश्क़ के बेक़रारों की दुनिया
न फूलों की दुनिया, न तारों की दुनिया
ये है बस ख़याल-ए-बहारों की दुनिया
आ ऽ ऽ
पायलिया बावरी बाजे
पायलिया मोरी झनन झनन
झन झननन बाजे ऽ ऽ
पायलिया बावरी बाजे …
आ ऽ ऽ
आज सखी मोरे पी घर आये, आ ऽ ऽ
आज सखी मोरे पी घर आये
देख-देख छब जियरा जाये
बार बार मोरा मन लहराये
पायलिया बावरी बाजे …
सात सुरों के दीप जलाके, आ ऽ ऽ
सात सुरों के दीप जलाके
प्रेम बीन की धुन पर गाके
आज नाचूँ मैं पिया को पाके
पायलिया बावरी बाजे …
आ ऽ ऽ
ā ' '
na phūloṅ kī duniyā, na tāroṅ kī duniyā
ye hai bas khayāl-e-bahāroṅ kī duniyā
yahāṇ mast nazreṅ bahakne ko tarse
umaṅgoṅ bhare dil dhaṛakne ko tarse
ye hai pyār ke beshāroṅ kī duniyā
yahāṇ ġham hai lākhoṅ, masarrat nahīṅ hai
taṛapne kī lekin ijāzat nahīṅ hai
ye hai iśhq ke beqrāroṅ kī duniyā
na phūloṅ kī duniyā, na tāroṅ kī duniyā
ye hai bas khayāl-e-bahāroṅ kī duniyā
ā ' '
pāyliyā bāvrī bāje
pāyliyā morī jhanan jhanan
jhan jhananan bāje ' '
pāyliyā bāvrī bāje …
ā ' '
āj sakhī more pī ghar āye, ā ' '
āj sakhī more pī ghar āye
dekh-dekh chhab jiyrā jāye
bār bār morā man lahrāye
pāyliyā bāvrī bāje …
sāt suroṅ ke dīp jalāke, ā ' '
sāt suroṅ ke dīp jalāke
prem bīn kī dhun par gāke
āj nāchūṇ maiṅ piyā ko pāke
pāyliyā bāvrī bāje …
ā ' '