न मैं धन चाहूँ, न रतन चाहूँ
न मैं धन चाहूँ, न रतन चाहूँ
तेरे चरणों की धूल मिल जाये
तो मैं तर जाऊँ, हाँ मैं तर जाऊँ
हे राम तर जाऊँ…
मोह मन मोहे, लोभ ललचाये
कैसे कैसे ये नाग लहराये
इससे पहले कि मन उधर जाये
मैं तो मर जाऊँ, हाँ मैं मर जाऊँ
हे राम मर जाऊँ
थम गया पानी, जम गयी कायी
बहती नदिया ही साफ़ कहलायी
मेरे दिल ने ही जाल फैलाये
अब किधर जाऊँ, मैं किधर जाऊँ - 2
अब किधर जाऊँ, मैं किधर जाऊँ…
लाये क्या थे जो लेके जाना है
नेक दिल ही तेरा खज़ाना है
शाम होते ही पंछी आ जाये
अब तो घर जाऊँ अपने घर जाऊँ
अब तो घर जाऊँ अपने घर जाऊँ…
na maiṅ dhan chāhūṇ, na ratan chāhūṇ
tere charṇoṅ kī dhūl mil jāye
to maiṅ tar jāūṇ, hāṇ maiṅ tar jāūṇ
he rām tar jāūṇ…
moh man mohe, lobh lalchāye
kaise kaise ye nāg lahrāye
isse pahle ki man udhar jāye
maiṅ to mar jāūṇ, hāṇ maiṅ mar jāūṇ
he rām mar jāūṇ
tham gayā pānī, jam gayī kāyī
bahtī nadiyā hī sāf kahlāyī
mere dil ne hī jāl phailāye
ab kidhar jāūṇ, maiṅ kidhar jāūṇ - 2
ab kidhar jāūṇ, maiṅ kidhar jāūṇ…
lāye kyā the jo leke jānā hai
nek dil hī terā khazānā hai
śhām hote hī paṅchhī ā jāye
ab to ghar jāūṇ apne ghar jāūṇ
ab to ghar jāūṇ apne ghar jāūṇ…