Na jaane kahaan kho gayaa vo zamaanaa

न जाने कहाँ खो गया वो ज़माना
Work
Year
Language

न जाने कहाँ खो गया वो ज़माना
यहीं था चमन में मेरा आशियाना
मैं किस-किस दे पूछूँ खुद अपना ठिकाना
यहीं था चमन …

वफ़ाओं के वादे ( वही भूल बैठे ) -2
जो कहते थे मुझ से मोहब्बत निभाना
यहीं था चमन …

मुक़द्दर के हाथों हमीं ( कुछ न सीखे ) -2
उन्हें आ गया हमसे आंखें चुराना
यहीं था चमन …

na jāne kahāṇ kho gayā vo zamānā
yahīṅ thā chaman meṅ merā āśhiyānā
maiṅ kis-kis de pūchhūṇ khud apnā ṭhikānā
yahīṅ thā chaman …

vafāoṅ ke vāde ( vahī bhūl baiṭhe ) -2
jo kahte the mujh se mohabbat nibhānā
yahīṅ thā chaman …

muqaddar ke hāthoṅ hamīṅ ( kuchh na sīkhe ) -2
unheṅ ā gayā hamse āṅkheṅ churānā
yahīṅ thā chaman …