न बोले तुम, न मैंने कुछ कहा
(र: न बोले तुम, न मैंने कुछ कहा
ल: मगर न जाने ऐसा क्यों लगा
र: कि धूप में खिला है चाँद, दिन में रात हो गई
ल: ये प्यार की बिना कहे सुनहरी बात हो गई) -2
र: बदल रही है ज़िंदगी, बदल रहे हैं हम
कोरस: आ आ आ आ आ आ आ
ल: थिरक रहे हैं जाने आज क्यों मेरे कदम
र: मेरे कदम, मेरे कदम
कोरस: किसी को हो न हो मगर हमें तो है पता
न बोले तुम …
र: घुली सी आज साँसों में किसी की साँस है
ल: साँस है, साँस है
ये कौन आज दिल के मेरे आस-पास है
कोरस: आ आ आ आ आ आ आ
ल: ये धीरे-धीरे हो रहा है प्यार का नशा
न बोले तुम …
र: ये लग रहा है सारी उलझनें सुलझ गईं
ल: सुलझ गईं, सुलझ गईं
ये धड़कनों की बात धड़कें समझ गईं
कोरस: आ आ आ आ आ आ आ
ल: न बोलिये की बोलने को कुछ नहीं रहा
न बोले तुम …
न बोले तुम …
(ra: na bole tum, na maiṅne kuchh kahā
la: magar na jāne aisā kyoṅ lagā
ra: ki dhūp meṅ khilā hai chāṇd, din meṅ rāt ho gaī
la: ye pyār kī binā kahe sunahrī bāt ho gaī) -2
ra: badal rahī hai ziṅdgī, badal rahe haiṅ ham
koras: ā ā ā ā ā ā ā
la: thirak rahe haiṅ jāne āj kyoṅ mere kadam
ra: mere kadam, mere kadam
koras: kisī ko ho na ho magar hameṅ to hai patā
na bole tum …
ra: ghulī sī āj sāṇsoṅ meṅ kisī kī sāṇs hai
la: sāṇs hai, sāṇs hai
ye kaun āj dil ke mere ās-pās hai
koras: ā ā ā ā ā ā ā
la: ye dhīre-dhīre ho rahā hai pyār kā naśhā
na bole tum …
ra: ye lag rahā hai sārī ulajhneṅ sulajh gaīṅ
la: sulajh gaīṅ, sulajh gaīṅ
ye dhaṛaknoṅ kī bāt dhaṛkeṅ samajh gaīṅ
koras: ā ā ā ā ā ā ā
la: na boliye kī bolne ko kuchh nahīṅ rahā
na bole tum …
na bole tum …