न बोल पी पी मोरे अंगना, पंछी जा जा रे जा
न बोल पी पी मोरे अंगना, पंछी जा जा रे जा
रुत अलबेली आ गयी
और कारी बदरिया छा गयी, लो छा गयी
पंछी तेरा हो बुरा
क्यों आग लगाने आ गया
तू मान मेरा कहना बैरी, दिल को न जला
पंछी जा जा रे जा …
मैं हूँ अकेली बाँवरी
और साथ नहीं मोरे साँवरे, मोरे साँवरे
साजन बिन तरसा करूँ
मैं हाय अकेली क्या करूँ
सुन ठेस लागे दिल पे हाये, वो गाना तू न गा
पंछी जा जा रे जा …
na bol pī pī more aṅgnā, paṅchhī jā jā re jā
rut albelī ā gayī
aur kārī badriyā chhā gayī, lo chhā gayī
paṅchhī terā ho burā
kyoṅ āg lagāne ā gayā
tū mān merā kahnā bairī, dil ko na jalā
paṅchhī jā jā re jā …
maiṅ hūṇ akelī bāṇvrī
aur sāth nahīṅ more sāṇvre, more sāṇvre
sājan bin tarsā karūṇ
maiṅ hāy akelī kyā karūṇ
sun ṭhes lāge dil pe hāye, vo gānā tū na gā
paṅchhī jā jā re jā …