Muttukoree kavaariharaa, aiyyo re pyaar men jo naa karnaa chaahaa

मुत्तुकोड़ी कवाड़िहड़ा, ऐय्यो रे प्यार में जो ना करना चाहा
Work
Year
Language

मुत्तुकोड़ी कवाड़िहड़ा मुत्तुकोड़ी कवाड़िहड़ा
अय्यो रे प्यार में जो ना करना चाहा
वो भी मुझे करना पड़ा …

1) कहता था चाहूँ तुझको जी से
तू तो घबराता है अभी से
चलने लग जा रे फिर दिखा दूं
धरती ऊपर है स्वर्ग नीचे
थोड़ा तो दुनिया से डर ले येंडेइ कर ले येंडेइ कर ले
ना माने बेदर्दी ऐय्योड़ा, मुत्तुकोड़ि …

2) कर देता है रे मुझे बे कल कल कल कल कल कल कल
सीने से गिर के तेरा आँचल
डगमग चलके ना गिर पड़ूं मैं
मतवाले मुझको थाम के चल
सीना ताने बाहें खोले ऐसे ये मस्तानी बोले
बोले जैसे दारु का घड़ा, मुत्तुकोड़ि …

muttukoṛī kavāṛihaṛā muttukoṛī kavāṛihaṛā
ayyo re pyār meṅ jo nā karnā chāhā
vo bhī mujhe karnā paṛā …

1) kahtā thā chāhūṇ tujhko jī se
tū to ghabrātā hai abhī se
chalne lag jā re phir dikhā dūṅ
dhartī ūpar hai svarg nīche
thoṛā to duniyā se ḍar le yeṅḍei kar le yeṅḍei kar le
nā māne bedardī aiyyoṛā, muttukoṛi …

2) kar detā hai re mujhe be kal kal kal kal kal kal kal
sīne se gir ke terā āṇchal
ḍagamag chalke nā gir paṛūṅ maiṅ
matvāle mujhko thām ke chal
sīnā tāne bāheṅ khole aise ye mastānī bole
bole jaise dāru kā ghaṛā, muttukoṛi …