Muskuraa laarle muskuraa

मुस्कुरा लाड़ले मुस्कुरा
Work
Year
Language

मुस्कुरा लाड़ले मुस्कुरा -2
कोई भी फूल इतना नहीं ख़ूबसूरत
है जितना ये मुखड़ा तेरा
मुस्कुरा लाड़ले मुस्कुरा

तेरी ये मुस्कान कोई न छीने कभी
हो फूल की सेज सोये जवानी तेरी
मालिक से है ये दुआ
है ये दुआ

कोई भी फूल इतना नहीं ख़ूबसूरत
है जितना ये मुखड़ा तेरा
मुस्कुरा लाड़ले मुस्कुरा

तुझको जो देखा वो दिन याद आने लगे
आँखों के बुझते दिये झिलमिलाने लगे
मैं तेरे जैसा ही था
ऐसा ही था

कोई भी फूल इतना नहीं ख़ूबसूरत
है जितना ये मुखड़ा तेरा
मुस्कुरा लाड़ले मुस्कुरा

बच के तू चल लाड़ले बुरा है ये जहाँ
बन साँप डँसता है अपना ही साया यहाँ -2
हर कोई है बेवफ़ा
है बेवफ़ा

कोई भी फूल इतना नहीं ख़ूबसूरत
है जितना ये मुखड़ा तेरा
मुस्कुरा लाड़ले मुस्कुरा -2

muskurā lāṛle muskurā -2
koī bhī phūl itnā nahīṅ khūbsūrat
hai jitnā ye mukhaṛā terā
muskurā lāṛle muskurā

terī ye muskān koī na chhīne kabhī
ho phūl kī sej soye javānī terī
mālik se hai ye duā
hai ye duā

koī bhī phūl itnā nahīṅ khūbsūrat
hai jitnā ye mukhaṛā terā
muskurā lāṛle muskurā

tujhko jo dekhā vo din yād āne lage
āṇkhoṅ ke bujhte diye jhilmilāne lage
maiṅ tere jaisā hī thā
aisā hī thā

koī bhī phūl itnā nahīṅ khūbsūrat
hai jitnā ye mukhaṛā terā
muskurā lāṛle muskurā

bach ke tū chal lāṛle burā hai ye jahāṇ
ban sāṇp ḍṇstā hai apnā hī sāyā yahāṇ -2
har koī hai bevafā
hai bevafā

koī bhī phūl itnā nahīṅ khūbsūrat
hai jitnā ye mukhaṛā terā
muskurā lāṛle muskurā -2