मुश्किल निकला दिल का सम्भलना
मुश्किल निकला दिल का सम्भलना
हमने देखा लाख सम्भल के -2
उनसे मिलीं जब आँखें अपनी
सागर अपने आप ही छलके
मुश्किल निकला दिल का सम्भलना
हाय फ़िज़ा वो महकी-महकी
हाय अदा वो बहकी-बहकी
हाय वो रंगत दहकी-दहकी
हाय वो आँचल ढलक-ढलके -2
मुश्किल निकला दिल का सम्भलना
उनके वो अंदाज़ हैं गोया
साज़ें बे-आवाज़ हैं गोया
उनकी निगाहें गीत सलोने
उनकी अदायें शेर ग़ज़ल के -2
मुश्किल निकला दिल का सम्भलना
हमने देखा लाख सम्भल के
उनसे मिलीं जब आँखें अपनी
सागर अपने आप ही छलके
मुश्किल निकला दिल का सम्भलना
muśhkil niklā dil kā sambhalnā
hamne dekhā lākh sambhal ke -2
unse milīṅ jab āṇkheṅ apnī
sāgar apne āp hī chhalke
muśhkil niklā dil kā sambhalnā
hāy fizā vo mahkī-mahkī
hāy adā vo bahkī-bahkī
hāy vo raṅgat dahkī-dahkī
hāy vo āṇchal ḍhalak-ḍhalke -2
muśhkil niklā dil kā sambhalnā
unke vo aṅdāz haiṅ goyā
sāzeṅ be-āvāz haiṅ goyā
unkī nigāheṅ gīt salone
unkī adāyeṅ śher ġhazal ke -2
muśhkil niklā dil kā sambhalnā
hamne dekhā lākh sambhal ke
unse milīṅ jab āṇkheṅ apnī
sāgar apne āp hī chhalke
muśhkil niklā dil kā sambhalnā