Museebat ik khilaunaa hai ... chalaa chal gar hai andheraa

मुसीबत इक खिलौना है ... चला चल गर है अन्धेरा
Work
Year
Language

मुसीबत इक खिलौना है तेरी मासूम राहों में
गुज़र जा हाँ गुज़र जा खेलता धरती की बाँहों में

चला चल चला चल गर है अन्धेरा -2
तेरा सहारा भगवन तेरा
चला चल चला चल गर है अन्धेरा -2

जग है सागर तू है तिनका
बहता चला जा
बाँध ले हिम्मत छोड़ दे रोना
हँसता चला जा
ढलेंगी ये रातें मिलेगा सवेरा -2

तेरा सहारा भगवन तेरा
चला चल चला चल गर है अन्धेरा -2

आँधी आये तूफ़ाँ आये
फिर भी लड़े जा
वो रखवाला साथ है तेरे
आगे बढ़े जा
बनेगा उजाला यही तो अंधेरा -2

तेरा सहारा भगवन तेरा
चला चल चला चल गर है अन्धेरा -2

musībat ik khilaunā hai terī māsūm rāhoṅ meṅ
guzar jā hāṇ guzar jā kheltā dhartī kī bāṇhoṅ meṅ

chalā chal chalā chal gar hai andherā -2
terā sahārā bhagavan terā
chalā chal chalā chal gar hai andherā -2

jag hai sāgar tū hai tinkā
bahtā chalā jā
bāṇdh le himmat chhoṛ de ronā
hṇstā chalā jā
ḍhaleṅgī ye rāteṅ milegā saverā -2

terā sahārā bhagavan terā
chalā chal chalā chal gar hai andherā -2

āṇdhī āye tūfāṇ āye
phir bhī laṛe jā
vo rakhvālā sāth hai tere
āge baṛhe jā
banegā ujālā yahī to aṅdherā -2

terā sahārā bhagavan terā
chalā chal chalā chal gar hai andherā -2