मुसाफिर हूँ यारों, ना घर है ना ठिकाना
मुसाफिर हूँ यारों, ना घर है ना ठिकाना
मुझे चलते जाना है, बस चलते जाना
एक राह रुक गयी तो और जुड़ गयी
मैं मुड़ा तो साथ साथ राह मुड़ गयी
हवा के परों पर मेरा आशियाना
दिन ने हाथ थाम कर इधर बिठा लिया
रात ने इशारे से उधर बुला लिया
सुबह से, शाम से मेरा दोस्ताना
musāphir hūṇ yāroṅ, nā ghar hai nā ṭhikānā
mujhe chalte jānā hai, bas chalte jānā
ek rāh ruk gayī to aur juṛ gayī
maiṅ muṛā to sāth sāth rāh muṛ gayī
havā ke paroṅ par merā āśhiyānā
din ne hāth thām kar idhar biṭhā liyā
rāt ne iśhāre se udhar bulā liyā
subah se, śhām se merā dostānā