Musaafir jaanevaale naheen phir aanevaale

मुसाफ़िर जानेवाले नहीं फिर आनेवाले
Year
Language

हूँ हूँ ओ हो
मुसाफ़िर जानेवाले नहीं फिर आनेवाले
चलो इक दूसरे को करें रब के हवाले

बड़ी मुश्किल से दिल में अपने
लोग बसाते हैं कुछ सपने
ये सपने शीशे के खिलौने
टूट के बस लगते हैं रोने
दिल पे छा जाते हैं ये बादल काले काले
चलो इक दूसरे को …

ओ दरिया दे पाणियां
ऐ मौजां फिर नहीं आणियां
याद आएंगी ओ याद आएंगी
बस जानेवालों की कहानियाँ
ना जाने क्‌या छूट रहा है ओ
दिल में बस कुछ टूट रहा है
होंठों पर नहीं कोई कहानी
फिर भी आँख में आ गया पानी
नहीं हम भूलनेवाले
नहीं तुम भूलनेवाले
चलो इक दूसरे को …

hūṇ hūṇ o ho
musāfir jānevāle nahīṅ phir ānevāle
chalo ik dūsre ko kareṅ rab ke havāle

baṛī muśhkil se dil meṅ apne
log basāte haiṅ kuchh sapne
ye sapne śhīśhe ke khilaune
ṭūṭ ke bas lagte haiṅ rone
dil pe chhā jāte haiṅ ye bādal kāle kāle
chalo ik dūsre ko …

o dariyā de pāṇiyāṅ
ai maujāṅ phir nahīṅ āṇiyāṅ
yād āeṅgī o yād āeṅgī
bas jānevāloṅ kī kahāniyāṇ
nā jāne k‌yā chhūṭ rahā hai o
dil meṅ bas kuchh ṭūṭ rahā hai
hoṅṭhoṅ par nahīṅ koī kahānī
phir bhī āṇkh meṅ ā gayā pānī
nahīṅ ham bhūlnevāle
nahīṅ tum bhūlnevāle
chalo ik dūsre ko …