Musaafir hoon yaaron, naa ghar hai naa thikaan

मुसाफ़िर हूँ यारों, ना घर है ना ठिकान
Work
Year
Language

मुसाफ़िर हूँ मैं यारों
ना घर है ना ठिकाना
मुझे चलते जाना है, बस, चलते जाना
मुसाफ़िर्…

एक राह रुक गई, तो और जुड़ गई
मैं मुड़ा तो साथ-साथ, राह मुड़ गई
हवा के परों पे, मेरा आशियाना
मुसाफ़िर्…

दिन ने हाथ थाम के, इधर बिठा लिया
रात ने इशारे से, उधर बुला लिया
सुबह से शाम से मेरा, दोस्ताना
मुसाफ़िर्…

musāfir hūṇ maiṅ yāroṅ
nā ghar hai nā ṭhikānā
mujhe chalte jānā hai, bas, chalte jānā
musāfir…

ek rāh ruk gaī, to aur juṛ gaī
maiṅ muṛā to sāth-sāth, rāh muṛ gaī
havā ke paroṅ pe, merā āśhiyānā
musāfir…

din ne hāth thām ke, idhar biṭhā liyā
rāt ne iśhāre se, udhar bulā liyā
subah se śhām se merā, dostānā
musāfir…