Murleevaale murlee bajaa

मुरलीवाले मुरली बजा
Work
Year
Language

मुरलीवाले मुरली बजा
सुन सुन मुरली को नाचे जिया

रेह रेह के आज मेरा डोले है मन
जाने ना प्रीत मेरे भोले सजन
कैसे छुपाऊँ हाय दिल की लगन
मौसम प्यारा ठण्डी हवा
दिल मिल जायें वो जादू जगा
मुरलीवाले …

मुरली से तेरी जिया लागा बलम
आँखों में तू है नहीं अब कोई ग़म
ओ बंसी वाले तुझे मेरी क़सम
आज सुना दे वो धुन ज़रा
रुम झुम सावन की बरसे घटा
मुरलीवाले …

murlīvāle murlī bajā
sun sun murlī ko nāche jiyā

reh reh ke āj merā ḍole hai man
jāne nā prīt mere bhole sajan
kaise chhupāūṇ hāy dil kī lagan
mausam pyārā ṭhaṇḍī havā
dil mil jāyeṅ vo jādū jagā
murlīvāle …

murlī se terī jiyā lāgā balam
āṇkhoṅ meṅ tū hai nahīṅ ab koī ġham
o baṅsī vāle tujhe merī qasam
āj sunā de vo dhun zarā
rum jhum sāvan kī barse ghaṭā
murlīvāle …