Muqaddar aajmaanaa chaahtaa hoon

मुक़द्दर आजमाना चाहता हूँ
Year
Language

मुक़द्दर आजमाना चाहता हूँ
तुम्हें अपना बनाना चाहता हूँ
मुक़द्दर आजमाना …

मुझे बस प्यार का इक जाम दे दो
मैं सब कुछ भूल जाना चाहता हूँ
मुक़द्दर आजमाना …

घड़ी भर को मेरे नज़दीक आओ
ज़रा आँखों से आँखें तो मिलाओ
मैं हाल-ए-दिल सुनाना चाहता हूँ
मुक़द्दर आजमाना …

बनाना है मुझे एक आशियाना -2
जो तुम चाहो तो मिल जाए ठिकाना
तुम्हारे दिल में आना चाहता हूँ
मुक़द्दर आजमाना …

muqaddar ājmānā chāhtā hūṇ
tumheṅ apnā banānā chāhtā hūṇ
muqaddar ājmānā …

mujhe bas pyār kā ik jām de do
maiṅ sab kuchh bhūl jānā chāhtā hūṇ
muqaddar ājmānā …

ghaṛī bhar ko mere nazdīk āo
zarā āṇkhoṅ se āṇkheṅ to milāo
maiṅ hāl-e-dil sunānā chāhtā hūṇ
muqaddar ājmānā …

banānā hai mujhe ek āśhiyānā -2
jo tum chāho to mil jāe ṭhikānā
tumhāre dil meṅ ānā chāhtā hūṇ
muqaddar ājmānā …