Mundaa goraa rang dekh ke deevaanaa ho gayaa

मुंडा गोरा रंग देख के दीवाना हो गया
Work
Year
Language

है बड़ा अनाड़ी रब्बा इसको समझाना
इश्क़ में है डूबा कोई इसको समझाना
तेरी जवानी का निशाना हो गया
मुंडा गोरा रंग देख के दीवाना हो गया

होश मेरा खो गया है होश में न लाना
आ मेरी दिलजानी ज़रा आँख तो मिलाना
तेरी जवानी का निशाना हो गया
मुंडा गोरा रंग देख के …

जहाँ जहाँ जाती हूँ वो वहाँ वहाँ आता है
सपने सजाता हुआ मेरे नखरे उठाता है
ये तो पागल हो गया है
रातों को जगाता है
कैसे बताऊं कि कैसे कैसे सताता है
मुश्किल इसे तो समझाना हो गया
मुंडा गोरा रंग देख के …

छूने दे छूने दे तेरे गोरे गोरे गालों को
आजा मैं संवारूं तेरे काले काले बालों को
मेरा दिल तो खो गया है
तेरे ही ख्यालों में आई है प्यार की बहार
कई सालों में शमा को देखे परवाना हो गया
मुंडा गोरा रंग देख के …

hai baṛā anāṛī rabbā isko samjhānā
iśhq meṅ hai ḍūbā koī isko samjhānā
terī javānī kā niśhānā ho gayā
muṅḍā gorā raṅg dekh ke dīvānā ho gayā

hośh merā kho gayā hai hośh meṅ na lānā
ā merī diljānī zarā āṇkh to milānā
terī javānī kā niśhānā ho gayā
muṅḍā gorā raṅg dekh ke …

jahāṇ jahāṇ jātī hūṇ vo vahāṇ vahāṇ ātā hai
sapne sajātā huā mere nakhre uṭhātā hai
ye to pāgal ho gayā hai
rātoṅ ko jagātā hai
kaise batāūṅ ki kaise kaise satātā hai
muśhkil ise to samjhānā ho gayā
muṅḍā gorā raṅg dekh ke …

chhūne de chhūne de tere gore gore gāloṅ ko
ājā maiṅ saṅvārūṅ tere kāle kāle bāloṅ ko
merā dil to kho gayā hai
tere hī khyāloṅ meṅ āī hai pyār kī bahār
kaī sāloṅ meṅ śhamā ko dekhe parvānā ho gayā
muṅḍā gorā raṅg dekh ke …