Mujhse huee bas ye khataa

मुझसे हुई बस ये ख़ता
Work
Year
Language

आ आ आ आ आ
मुझसे हुई बस ये ख़ता
मैने तुझे चाहा सनम
छुप-छुप के रोती रही
तूने दिये कैसे ये ग़म
ओ बेख़बर बेरहम
कर ले चाहे जितने सितम
ना चाहत कभी होगी कम
मुझे इन आँसुओं की क़सम
मैने किया है तुमसे सच्चा प्यार -2

ā ā ā ā ā
mujhse huī bas ye khatā
maine tujhe chāhā sanam
chhup-chhup ke rotī rahī
tūne diye kaise ye ġham
o bekhbar beraham
kar le chāhe jitne sitam
nā chāhat kabhī hogī kam
mujhe in āṇsuoṅ kī qasam
maine kiyā hai tumse sachchā pyār -2