जाने दिल में कब से है तू जब से मैं हूँ तब से है तू
मुझ को मेरे रब की कसम यारा रब से पहले है तू
जाने दिल में कब से …
आ
राही चले ना चले चलते हैं ये रास्ते
आओ चलें रुक गई रस्ते में किस वास्ते
मैं तो खड़ी हूँ यहीं यार मिला जब से है तू
जाने दिल में कब से …
नादान हो जाते हैं अन्जान हो जाते हैं
इक दूसरे पे चलो कुर्बान हो जाते हैं
तू है जहाँ मैं वहाँ मुझ को सब से प्यारा है तू
जाने दिल में कब से …
आ ऊँ
jāne dil meṅ kab se hai tū jab se maiṅ hūṇ tab se hai tū
mujh ko mere rab kī kasam yārā rab se pahle hai tū
jāne dil meṅ kab se …
ā
rāhī chale nā chale chalte haiṅ ye rāste
āo chaleṅ ruk gaī raste meṅ kis vāste
maiṅ to khaṛī hūṇ yahīṅ yār milā jab se hai tū
jāne dil meṅ kab se …
nādān ho jāte haiṅ anjān ho jāte haiṅ
ik dūsre pe chalo kurbān ho jāte haiṅ
tū hai jahāṇ maiṅ vahāṇ mujh ko sab se pyārā hai tū
jāne dil meṅ kab se …
ā ūṇ