Mujhko ye lagtaa hai tere dil kaa kamal khilaa

मुझको ये लगता है तेरे दिल का कमल खिला
Year
Language

hey you, I love you

मुझको ये लगता है तेरे दिल का कमल खिला

सच है जब से मिले हो तुम इस मन का कमल खिला

तू ही तू आँखों में तू ही तू ख़ाबों में साँसों में बसी हो तुम

मीठी-मीठी शबनम हरदम बरसे जब से मिले हो तुम

मन में बसी हो तुम मन में बसे हो तुम

दिल का कमल खिला जान-ए-मन जब तू मुझको मिला

दुनिया में सब से प्यारा तू मुझको

प्यार तुम्हारा भाया मेरे मन को

कैसे हम भूलेंगे जान-ए-जाँ हो मेरे

दिल में बाजे हरदम मीठी-मीठी सरगम

जीवन तू है सब कुछ तू है हम हैं साथ सदा

मुझको ये लगता है तेरे दिल का कमल खिला
सच है जब से मिले हो तुम इस मन का कमल खिला
तू ही तू आँखों में तू ही तू ख़ाबों में साँसों में बसी हो तुम
मीठी-मीठी शबनम हरदम बरसे जब से मिले हो तुम
मन में बसी हो तुम मन में बसे हो तुम
दिल का कमल खिला जान-ए-मन जब तू मुझको मिला

हो हो हो, हो हो हो, हा हा
हो हो हो, हो हो हो, हो हो हो

चन्द्रकला सी सुन्दर मेरी जाँ तू

कलियों सी कोमल है मेरी जाँ तू

मेरा प्रीतम है तू दिल की धड़कन है तू

तुझको हर पल देखूँ मुझ में समाई है तू

स्वर्ग में रहें हम साथ में हो तुम सुंदर है संगम

मुझको ये लगता है तेरे दिल का कमल खिला
सच है जब से मिले हो तुम इस मन का कमल खिला
तू ही तू आँखों में तू ही तू ख़ाबों में साँसों में बसी हो तुम
मीठी-मीठी शबनम हरदम बरसे जब से मिले हो तुम
मन में बसी हो तुम मन में बसे हो तुम
दिल का कमल खिला जान-ए-मन जब तू मुझको मिला

मुझको ये लगता है तेरे दिल का कमल खिला
जब तू मुझको मिला

hey you, I love you

mujhko ye lagtā hai tere dil kā kamal khilā

sach hai jab se mile ho tum is man kā kamal khilā

tū hī tū āṇkhoṅ meṅ tū hī tū khāboṅ meṅ sāṇsoṅ meṅ basī ho tum

mīṭhī-mīṭhī śhabnam hardam barse jab se mile ho tum

man meṅ basī ho tum man meṅ base ho tum

dil kā kamal khilā jān-e-man jab tū mujhko milā

duniyā meṅ sab se pyārā tū mujhko

pyār tumhārā bhāyā mere man ko

kaise ham bhūleṅge jān-e-jāṇ ho mere

dil meṅ bāje hardam mīṭhī-mīṭhī sargam

jīvan tū hai sab kuchh tū hai ham haiṅ sāth sadā

mujhko ye lagtā hai tere dil kā kamal khilā
sach hai jab se mile ho tum is man kā kamal khilā
tū hī tū āṇkhoṅ meṅ tū hī tū khāboṅ meṅ sāṇsoṅ meṅ basī ho tum
mīṭhī-mīṭhī śhabnam hardam barse jab se mile ho tum
man meṅ basī ho tum man meṅ base ho tum
dil kā kamal khilā jān-e-man jab tū mujhko milā

ho ho ho, ho ho ho, hā hā
ho ho ho, ho ho ho, ho ho ho

chandraklā sī sundar merī jāṇ tū

kaliyoṅ sī komal hai merī jāṇ tū

merā prītam hai tū dil kī dhaṛkan hai tū

tujhko har pal dekhūṇ mujh meṅ samāī hai tū

svarg meṅ raheṅ ham sāth meṅ ho tum suṅdar hai saṅgam

mujhko ye lagtā hai tere dil kā kamal khilā
sach hai jab se mile ho tum is man kā kamal khilā
tū hī tū āṇkhoṅ meṅ tū hī tū khāboṅ meṅ sāṇsoṅ meṅ basī ho tum
mīṭhī-mīṭhī śhabnam hardam barse jab se mile ho tum
man meṅ basī ho tum man meṅ base ho tum
dil kā kamal khilā jān-e-man jab tū mujhko milā

mujhko ye lagtā hai tere dil kā kamal khilā
jab tū mujhko milā