मुझे तुमसे मुहब्बत है मगर मैं कह नहीं सकता
मुझे तुमसे मुहब्बत है मगर मैं कह नहीं सकता
मगर मैं क्या करूँ बोले बिना भी रह नहीं सकता
मुझे तुमसे …
मेरे ख़्वाबों की शहज़ादी जहाँ तुम मुस्कराती हो -2
बहारें क्या ख़िज़ाओं में हज़ारों गुल खिलाती हो
तुम्हें जिसने भी देखा है जुदाई सह नहीं सकता
मुझे तुमसे …
ज़माना लाख बादल बन के छा जाए निगाहों में -2
मुहब्बत का उजाला फैलता जाएगा राहों में
मुहब्बत चाँद ऐसा है कभी जो गह नहीं सकता
मुझे तुमसे …
% (उसेद मोस्त cओम्मोन्ल्य विथ सूरज्/चाँद: बादलों ने चाँद को गह लिया)
mujhe tumse muhabbat hai magar maiṅ kah nahīṅ saktā
magar maiṅ kyā karūṇ bole binā bhī rah nahīṅ saktā
mujhe tumse …
mere khvāboṅ kī śhahazādī jahāṇ tum muskrātī ho -2
bahāreṅ kyā khizāoṅ meṅ hazāroṅ gul khilātī ho
tumheṅ jisne bhī dekhā hai judāī sah nahīṅ saktā
mujhe tumse …
zamānā lākh bādal ban ke chhā jāe nigāhoṅ meṅ -2
muhabbat kā ujālā phailtā jāegā rāhoṅ meṅ
muhabbat chāṇd aisā hai kabhī jo gah nahīṅ saktā
mujhe tumse …
% (used most commonly vith sūraj/chāṇd: bādloṅ ne chāṇd ko gah liyā)