मुझे तुमसे हैं कितने गिले ... तेरा नाम लिया हो तुझे याद किया हो
मुझे तुमसे हैं कितने गिले तुम कितने दिन बाद मिले
क्यूं क्यूं क्यूं
बोलो इतने दिन क्या किया क्या किया
तेरा नाम लिया हो तुझे याद किया हो
तुझे याद किया तेरा नाम लिया
अपनी mummy से मेरी बात की नहीं नहीं नहीं
मेरे daddy से मुलाक़ात की नहीं नहीं नहीं नहीं
हाँ हेरा फेरी मेरे साथ की no, never
फिर और भला क्या किया
तेरा नाम लिया
picture के ticket मंगवाए नहीं नहीं नहीं
कोई अच्छी खबर तुम लाए नहीं
किस काम मेरे तुम आए
क्या प्यार में तुमने किया
तेरा नाम लिया …
तूने मेरी कदर कुछ जानी हाँ
कभी दी कोई प्रेम निशानी हूँ
कोई बात कभी मेरी मानी
कैसा प्यार ये तुमने किया क्यों किया
तेरा नाम लिया …
कब बनूंगी मैं शहज़ादी अभी
कब मिलेगी हमें आज़ादी अभी
अभी यहीं चलो हाय राम
अब दिल क्यों थाम लिया राम राम
तेरा नाम लिया …
mujhe tumse haiṅ kitne gile tum kitne din bād mile
kyūṅ kyūṅ kyūṅ
bolo itne din kyā kiyā kyā kiyā
terā nām liyā ho tujhe yād kiyā ho
tujhe yād kiyā terā nām liyā
apnī mummy se merī bāt kī nahīṅ nahīṅ nahīṅ
mere daddy se mulāqāt kī nahīṅ nahīṅ nahīṅ nahīṅ
hāṇ herā pherī mere sāth kī no, never
phir aur bhalā kyā kiyā
terā nām liyā
picture ke ticket maṅgvāe nahīṅ nahīṅ nahīṅ
koī achchhī khabar tum lāe nahīṅ
kis kām mere tum āe
kyā pyār meṅ tumne kiyā
terā nām liyā …
tūne merī kadar kuchh jānī hāṇ
kabhī dī koī prem niśhānī hūṇ
koī bāt kabhī merī mānī
kaisā pyār ye tumne kiyā kyoṅ kiyā
terā nām liyā …
kab banūṅgī maiṅ śhahazādī abhī
kab milegī hameṅ āzādī abhī
abhī yahīṅ chalo hāy rām
ab dil kyoṅ thām liyā rām rām
terā nām liyā …