Mujhe tum yaad karnaa aur mujh ko yaad aanaa tum

मुझे तुम याद करना और मुझ को याद आना तुम्
Work
Year
Language

मुझे तुम याद करना और मुझ को याद आना तुम
मै इक दिन लौट आऊंगा ये मत भूल जाना तुम

अकेली होगी तुम देखो कहीं ऐसा ना हो जाए
जो अब होठों पे है मुसकान वो मुसकान खो जाए
ज़रा लोगों से मिलना तुम ज़रा हंसना हंसाना तुम
मै इक दिन लौट …

अगर लड़की तुम्हें कोई मिले जो खूबसूरत हो
तुम्हारी दोस्ती की शायद उसको भी ज़रूरत हो
अगर वो पास आये मुस्कुराये मुस्कुराना तुम
मगर तुम लौट के आओगे ये मत भूल जाना तुम्

mujhe tum yād karnā aur mujh ko yād ānā tum
mai ik din lauṭ āūṅgā ye mat bhūl jānā tum

akelī hogī tum dekho kahīṅ aisā nā ho jāe
jo ab hoṭhoṅ pe hai muskān vo muskān kho jāe
zarā logoṅ se milnā tum zarā haṅsnā haṅsānā tum
mai ik din lauṭ …

agar laṛkī tumheṅ koī mile jo khūbsūrat ho
tumhārī dostī kī śhāyad usko bhī zarūrat ho
agar vo pās āye muskurāye muskurānā tum
magar tum lauṭ ke āoge ye mat bhūl jānā tum